Wednesday, April 10, 2013

Udaan

Aazadiyan jinki hai talaash
Milne ko hai jinse dil aatur 

Saaye ki hi shakal mein hain
Mil paana hai mushkil jinse

Rukna hai jisne seekha
Waqt ko jeetna usne seekha

Aazadiyan usi ki hain
Jisne barbadiyon ka
Jashn manana seekha







No comments: